Skip to content

Carpenters

3 workers found

DHA, Lahore

Assalam-o-Alaikum! Mera naam Muhammad Abdullah hai. Main pichlay 10 saal se carpentry ka kaam kar raha hoon. Main lakri ka furniture banane, darwazay, cabinets aur furniture ki repairing ka kaam karta hoon. Meri koshish hoti hai ke har customer ko behtareen finishing aur mazboot quality ka kaam doon.

Experience
10yrs

DHA, Lahore

Assalam-o-Alaikum! Mera naam Muhammad Ashfaq hai. Main ek tajurbakaar carpenter hoon. Main gharon aur offices ke liye furniture banana, doors aur windows fitting, kitchen cabinets, wardrobes aur furniture repairing ka kaam karta hoon. Meri koshish hoti hai ke har kaam safai, mazbooti aur behtareen finishing ke saath mukammal karoon. Agar aapko carpentry ka koi bhi kaam karwana ho to mujh se rabta karein.

Experience
14yrs

Carpenters in other cities